Dear Sir,
May jab usb insert karta hun to wo show karta hai usb not format, format it now. halanka mai us ko kitni dafa format bhe kar chuka hun aur dusre computer par wo sahi chalti hai mera khayal hai k window ka problem hai kya koi muje bata sakta hai k mai window kiya bagher ye masla kese hal kar sakta hun. mai pehle bhe puch chuka hun lakin kisi ne nahi bataya. plz help me