Salam dosto iam new here. Aj meri pehli post hai, is umeed se k ap bhai log meri help zarur karenge. Dosto main apni sari drives ko fat32 main karna chahta hun. Meri c: Drive fat32 main hai lekin baqi 4 drives ntfs main hai.. Maine bohot se dosto se pucha lekin wo kehte hain k jis drive ko fat32 main karna hai usko right ckick kar k format par jao phir usko fat32 main format kardo. Dosto jab main aesa karta hun to mare pas format menu main fat32 ka option hi nhi ata.. Phir ek dost ne kaha k partition main ja kar fat32 karo. Maine aesa bhi kya lekin nhi hua... Plzzzzz ap logo k pas in 2 solutions k ilawa koi aur solution hai to plzzz btaaen.... Thankx ap sab bhaiyo ko. Allah ap sab ko khush rakhe ameen. Waiting for reply..........