Dear Sir,
XL Programm min jb hum auto sum kartay hain to figur min shamal decimal ka data bhi total main shamal ho ja ta hay misal ky tor pr 10.60 ka jb hum decimal hatatay hain to who 11 ban ja ta hay
asi wajah sy jb hum mukamal total karty hain to who dicimal kay sath nazar aata hay. mera problum hay hay kh as total ko real number main jb register pr write kartay hay to dicimal shamal nahai katy to figure aur total main 1 ya 2 ka difference aa jata hay .
main ya chahta hoon ko main dicimal number ko real number main mukamal convert kar doon jis ky total main dicimal shamal nahi ho kia assa ho sakta hay koi formula batay thanks.