Dear Friends

Maire pass HP Pavillion dv6000 laptop hai usmain pehle windows vista genuine thi maine uski jagah windows 7 kerne ka socha to maine windows 7 se uski partition del ker k new partition banai aur aur windows 7 installation shuru ki

laikin baad main usne error de dia keh yahan per windows 7 supported nahin hai to main ab doobara xp kerna chahta hoon to jab main windows xp ki cd dal ker winodws install kerne ki koshesh kerta hoon woh error deta hai keh hard drive nahin hai mujhe samajh nahin aa rahi keh main kia keroon main phir windows 7 laga ker chck ki wahan per hard show kerata hai system setup main bhi show ho rahi hai laikin windows xp main error de raha hai can u plz help me its most urgent

Thanks