mera aaj ka sawaal yeh hai k kiya html k zariyai urdu web site banaai jaa sakti hai ya nhi wo bhi aisai k urdu words waisai hun jaisai inpage pai hotai hain taa k user ko parhnai main aasaani ho or usai acha bhi lagai