mainy aik vedio card purchase kiya tha 256mb ka jo miany usay use kar raha tha wo wo meray pc say match nai kr rha tha jis ki waja say main ussay change kar k dosra liya hai magr is main aik masla hai wo yai k jab main left ki press karta hun mouse say jaha refresh karta hain pc wahan per graphic ka option nhi deta pehlay wala card graphic ka option show karta tha magar yai nahi karta aur us k grapic b kam hain thoray us sy shayad yai bit ka masla hosakta hai ab main 32 bit pay chala raha hun windows xp please help me