AOa!!!
mere friebd ka 1 pc 2 hai.. jiss mai win 98 install hai aur connect bhi sahee karta hai..
butt jabb kabhi woh win xp install karta hai to connect nahin karta likha atta hai kay there is no dial tone..
conxent ka modem hai...
hala kay modem bhi sahee install hai phir bhi connect nahin karta xp window mai....
aur phir jabb xp format kar kay woh win 98 install karta hai to phir connect karna strat kar deta hai...
so plz what can he do???