Aslam-o-alakum dosto !
friends mera masla yeh hai ke maine net se aik software download kia hai . use jab
run karta hoon to wo message deta hai ke screen resolution ko zayada karo . aur jab main
display properties say screen resolution zayada karne ki kushish karta hoon to sari screen black
ho jati hai aur darmian main messeage show hota hai ke { out of frequancy , HF : 56.4khz ,
VF : 70.0 Hz , operating frequancy, HF : 30-54HZ , VF : 50-120 HZ , Power managment . aur agey
20 sey peeche second chal rahe hote hain }

so plz mujhe bataye ke main kaise screen resoultion zayda karoon aur screen aise kyun hogati hai.
plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz help dears.