Assalamualaikum
umeed hai itdunya ky sab member khariat sy hongy,
peyary dosto mery pc mein eik masla hogeya hai,
jiski wajah sy mein bohat pareshan hun mein ny apni taraf sy bohat koshish ki lekin nahi ho raha.
Mein ny apny pc ko 1 dafa logg off kiya tha usky bahd jab administrator par click karta hun tu likha aata hai loading your personal setting isky bahd phir automatic logging off likha aat hai aur phir logg off hojata hai,welcome screen ky aagy nahi jata udhar hi logg on karta hun tu phir loging off likha aata hai,
iski wajah sy mein bohat pareshan hun mein ny apni taraf sy bohat koshish ki lekin nahi ho raha.
plz koi help kar dy bari meherbani hogi