Assalam o alaikum
bhaio kia hall hain
hamaray pas kai denoon bad itd ki website khuli hay kafi denoon say paray shan thay alhamd u lillah aj main isay use kar rarha hon

dosto main internet download manager istemal kar raha hon lakin woh register nahi hay please mujhe koi aesa tareeqa batain jes say main esay register kar sakoon
ya mujhe is ka serial no dhond dain
ya mujhe batain k main kahan say is ka serial no free main hasil kar sakta hon aur kasay ?
Please meri help karain main kafi paray shan hon.