Assalam o alaikum

dosto meray PC ka ram ki memory buht kam hay aur PC buht slow hay main isay kasay fast kar sakta hon koi tareeqa batain jis say main apni hard disk ki kuch memory ram kay toar par istemal kar sakoon
main nay suna hay k isay hota hay lakin tareeqa nahi ata.
Please meri help karain.