Asalam alaikum dostoun

aap logoun sai aik problem discuss karni thi

maine router ki maddad say 3 computer ki networkig ki hai....

Abb main yai chahata houn k main kisi tarah apnai pc say baqi do pc's ko daikh sakoun k user kia activites kar rahay hain......kia aisa mumkin hai k main un ko totally watch kar sakoun...

Aur agar hai toa mujhay kis tarah say yai kaam anjam daina ho ga....

Mujhay umeed hai k aap loag guide kar dain gai

aap k jawab ka intizar rahay ga............. Shukria

allah hafiz