salam dosto!!!!!!! mujhy kafi din se aik problem hai. masla yeh hai k main ney apny area main aik shakhs se net connection liya hoa hai jo k asal main PTCL ka 4MB wala package share karta hai. ab users kafi hogai hain to speed na hony k barabar milti hai. mujhy pochna yeh hai k koi aisa tareeka hai k jis k zarye mujhy kam as kam 30 to 40 kb ki downloading speed mil jai????
agar koi is maslay ka hal janta hai to plz bata dey