experts mera masla ye hai k meray hp laptop ki windows corrupt hi gye thi, main nai window kernay ki koshiah kerta hun lekin wo boot he nhi hoti cd say...wohi cd say computer ( desktop) main windows install hojatihai....laptop main jab install kernay lagta to msg at hai k PRESS ANY KET TO BOOT FROM CD...
us k baad koi bhi key press kernay say system khamosh he rehta hai aur yehi msg show hota hai baar......smajh he nhi arahi kya kroon.....laptop sahi hai,kal bilkul sahi chal raha tha, phir AVAST antirus nay koi 10-15 virus detect kiye aur koi bhi application us k baad nhi chlti thi....ab ye sooratehaal hai...plz help....kaisay boot jerna hai....first option,second option kya honi chahiye aur is masdlay ka kya hal hai...shukriya..jazakALLAH khair