dosto kisi ne Kaka Folder Protector software use kia hoga..mera masla ye hai ke miene es mei apna koi 12gb ka data dala..aur check karne ke liye ke secure hai ya nai, miene os folder ko delete karlia..ab os folder ka naam mujhse bhool gya hai..os partition ka size dekhta hon tu wo data os mei mojood hai..magar es software ki waja se kaheen par hai jo mil nai raha..plz es hidden data ya protected data ke liye meri madad karen..mujhe password yad hai..
asal mei ye security software aik naye virtual drive z: se apki data kholta hai