Dear IT Experts,

Mujhe aik baat jaan'na hay, aksar hum jub markets say koi second hand branded computers lay nay jatay hain, woh us ki speed ko kuch numbers may batatay hain, to mera sawal yeah hai woh yeah kaisay claculation kartay hain,???

For Example woh kuch computers ko kehtay hain, 6600 +, 2200 + aur woh isi say us computer k processor ka pata b chala lay tay hain!!!!!


Kindly jis bhi expert ko is kay baray may pta ho, woh zara detail say is ko mujhe samjha day
Waiting for answers
Shukriya