assalam o alaikum
Meray system k sath aik masla hy wo yeh k jub mein aisy shut down karta hon to mera system shut down nahi hota balkay restrat ho jata hy. Phly to yeh sahi chalta tha magr aub ais ko pata nahi kya masla ho gaya hy. Mein ny window bhe kar k dekhi hy magr masla hal nahi hoa. Kindly koi mjhy bataiy k yeh masla kya hay aur kaisy hal ho skta hay
thx.........