main jab kisi ko bhi email karta hon to jis ko email receive hoti hy vahan per mera name ata hy qutab shah
to kya main is nam ko edit kar sakta hon. matlab main chahata hon k shah ki jaga koi aur nam kar don kar don.