Yaroo meray laptop main china virus agia hay is ko kesay khatam kia jay ga please mujhe koi tareeqa batain.
China virus maslan main jab kisi drive par right clic kar ta hon to open ki jaga kuch likha hoa ata hay chines matan ki tarah aur computer buht slow ho jata hay.