Assalamo alaikum
kya koi mujhe bata sakta hai k me jab bhi video chalata hoo youtube ya kisi aur site par to wo thori he dair chalti hai aur ruk ruk kar chalti hai
mujhe ye bataen k is ki waja kya ho sakti hai aur is waja ko kese theek kya ja sakta hai
thanks