Assalamo alaikum
kya koi mujhe bata sakta hai k jo window ki starting me sound bajta hai usay change kaise karte hain
aur meri doosri problem yah hai k jab bhi mera computer start hota hai to wo sound bht dair se bajta hai matlab tab tak notification area me sab programs aa jatay hain tab wo sound bajta hai
is problem ka koi hal bataen
thanks