Quote umaisnisari said: View Post
Mohsin Iqbal where are you ........ ???????
Salam to all muslims.

Mien aaj kal kafi busy hun aor sath ******** pe qadyanit k dhoky dunya k samny la raha hun,

itdunya mien roz chek karta hun aor mujhy kushi hay k mery yahan muslim bahi qadyaniat k khilaf jihad kar rahy hain.

khass tour pe nasir , ustad bahi aor fasih bahi ka qadyaniat k khilaf kaam tareef k qabil hay.

koshish karu ga k itdunya pe posts karta rahu. ******** pe mien ne jo qadyanit k khilaf topic likhy un main se kuch yahan share kar diye hain.

shukriya