kiya ap mujy ye bata sakty hen k yahoo email,id ka passward kis tarha chang karty hen mai apni id ka passward chang karna chahta hon ??????? and ye b pochna tha k kiya koi hamara yahoo ya face bk ka passward chura sakta hy ager chura sakta hy to kis tarha ar is sy kis tarha bachna chahiye ???? plz tell i shall be very thankfull..