AOA nokia n95 main masla aa raha hai wo yea k
mobile khod ba khod restart ho jata hay din main 2 /3 dafa
is ka OS bi naya kia hay lakin theek nahi howa

iss ka hall kaya hoga plz help me
__________________