Aslam o Alaikom

friend mere pass Compaq evo desktop main hai
us main aik problem aa rahi hai wo chalta chalta restart ho jata hai
main ne new window kar k b dkhi hai is k ilawa is ki ram processsor wegera ko b chek kar lia hai sub thek hai to phir ye restart kioun ho jata hai i think is ki power suply ya mother board main masla hai koi bhai bata sakta hai is ka kia hal hai pls jaldi jawab dain i am waiting