Kya Haal Hain Doston. Mere pas 8 mb ka ptcl ka link hai main chahta hn k usay wireless bana dn. 3 user meri gali me hain aur 3 user saamne wali gali me. to main kitne router lagaon ......... aur knsa routerlagaon . aur han pehla router to main apne ghar me lagaonga lekin baqi router jo hain wo wire k through us se connect hnge ya wirelessly..........