Aslam~O~Alikum
Friends main multi windows xp ki DVD bana raha hon jis main 2 windows write kar raha hon Magic ISO software se pr jab main dono windows ko add kar ke save karta hon to (Add Files IS To Large) ka error aa jata hai is ka koi solution baten.......jin 2 windows ko main write kar raha hon wo total 1.14GB ke hain aur ISO files hain aur main DVD main write kar raha hon.........

Name:  captured.jpg
Views: 133
Size:  69.3 KB