dear maine telenor website par apna number register kiya.
call aur msg history check karne k liye.
aur maine email aur pass bhi diya. mobile par pin code aya phir age genrete kiya. aur likha aya k apke email par link send kar diya hai. par jab main email dekhta hun koi email nahn aya hota. aur mobile par bhi koi aur msg nahin aya hota. main sign in karta hun user id aur passw mangte hain. user id par main email deta hun aur passward deta hun. par likha ata hai apka id paswrd ghalt hai. kiya karun?