Asslam O Alaikum dosto main c++ ka course sikhney ja raha hon center main app mujah yeh batayen k c++ ka kia faida hai yeh agay kiss kaam aata hai aur software bananey k liye yeh kafi hai ya kuch aur bhi sikhna parta hai?