salam sab kasasy hain umeed ha sab theak hain mujay aj ya janna hai j HD format karne k kitnay tarekay hain kon se windows 98 k 7 dos k 7 ya koi or tareka or full format ho jay to us ma se data recovr karna ho to kasay karna chaheay or kasay ho ga koi tareka
sab se best tareka kon sa hai