Assalam-0-Alaikum
Dosto mere system mai aik masla aya hai,wo ye k jab system on karta ho tou screen mai kuch nahi ata,RAM bhi sahe hai,Maine aik shop wale ko dekhaya usne kaha k motherboard ka masla hai,kya ye ban sakta hai...?or kya masla hai,,