mein ny inpage mein aik file banai hai jisss mein almost 100 picture different size ki lagai hain.....problem ye hai k jab mein ny file bana li....tab bad mein jab print nikalana chaha to print he nahi nikal raha hai...........i am much worry about this.....ye pictures mein ny table bana ker ossss mein same cell mein lagai hain tmam rows mein.....appp picuture b dekh saktay hain as a sample...yahan per picture u lagai hain k ye move b ho rahi hain yani picture ka kuch hissa hum ny apni merzi sy samana select ker lia hai baki bhi majood hai picutre lakin wo nazar nahi a rahi...........abb ap dost he batain ky mujh sy kia galti hoi.....ya phr isss ka print nikalanay ka tarika kuch orrrrrrr hai koi......sample pictures are below