IBM board ka aik aur masla samnay aya hai aur wo yeh k ager system ko direct unplug ker dya jay ya light off ho jay to light anay k bad kuch dair tk system output nhi deta jub k on ho jata hai. yani na keyboard pa signal ata hai na hi monitor pa......... kya koi es k baray ma bata sakta hai k kya problem hai?