Assalam alaikum dostoun
kia koi mujhay bata sakta hai k main windows 7 main recovery point ya backup kaise karoun apni windows ka..is waqt softwraes or drivers sab install hain or proper working main hain...
Abb main ghost ki tarah say is ka backupp chahata houn...lakin windows 7 ki maddad say...kaise kia jayai.....kia koi bata sakta hai.....
Is bar ghost nahi bana na cha raha....bus windows 7 say hi ban jayai