Hi aslaam o alikum eid mubarak
Plz help me and koi hal nikalen meri es problem ka
Meine apni ek PC KI LCD k liye tv device lae hai device ka name hai gadmei
Tv cable chal to gae hai lekin es device k chhota sa speaker hone ki wja se es ki awaz boht madham hai so mere pas ek speaker hai 12 inch wala es mein boht se tweeters hein es ko mein apni device k sath lagana chahta hn
Es k sath wala meine pc k sath lagaya hua hai cpu k built in speaker ki wire kat kr meine es speaker ko lagaya hua hai and kya mast sound hoti hai wah wah
Lekin 2nd wala speaker mein es tv device GADMEI k sath lagana lagana chahta hn
Ab plz ye na kehna k buffer le lo
Q k mein unko pasand ni krta wo bijli k sath chalte hein switch lagana prta hai lekin wo es speaker ka muqabla ni kr skte
So plz koi to treeka ho ga
Ap ko ye b bta du k jo device mein laya hn yani Gadmei walu ki us mein audio line in yani jahan hum headphones ya handsfree lagate hein ye b option hai and audio video in/out ki options b hein yani jahan hum cd/dvd ki 3 pins lagatay hein jin mein ek red ek yellow and 3rd wali white hoti hai ye b option hai
So ab btaen k kya koi treeka hai plz jaldi help krein mein tv headphones laga kr dekhta hn so jaldi koh hal nikalein k mein ye speaker chalaun plz help krein
Ok tc