may ney yeh sawal pheley poucha tha key may 2 alag comany key link leta hoon 512 key jis may say 1 wateen ka aur 2 link.net walo ka to mujhey in do link ko mila kar 1 mb karana hai to kiya aesa possible ho sakta hai key may in dono ko mila kar 1 mb kar lo plz help me dear