friends mujha uleadvideo studio main video zooming ka tareeq koi bata do. for example main aik vido ko edit kar k save karna chah raha hun. aur main chahta hun ke jo video main edit kar k save karun. vo jaga jaga pe main zoom karsakon.. to yeh kes tarah zoom hoga aur new video main zooming ke sath kes tarah save kia jasakega.