bhai agar kisi ne ptcl ka student package lagwaya hai to plzz mujay us ka tareeqa bata dain k mujay kiya karna ho ga maray pass ye net connection sirf aaj k liye hai kal ye khatam ho jaye ga main ne ptcl ka lagwana hai lakin mujay tareeqa nahi maloom kya karna hai plzzz help karain aur batain k order k baad kitni dair main laga dain ge i am waiting