mana takken 5 game download ki hai lakin muja chalana nai a raha.
mana takken 5 download ki hai or ic ka pcsx2 b download kia hai. to plz muja bata dein icko kaise chala hai . pcsx2 ki configuration setting kia karni hai ye b bta dein
or jab mana download ki thi to ic key 79 rar ky parts bane the. or jab mana extract kiya to ic ki ISO file bani , es ka name ye hai. takken 5[ntsc usa]