agar ap internet option k menu say clear history ka button khatam karna chahtay hain tu yah step follow karien.
*sab say pahlay 'start' menu say 'run' ki command ko select karien aur yahan regedit likh kar ok kardien jo window open hogi os main is value par jien.
'HKEY_CURRENT_USER\Software\policies\Microsoft\Ine ternet Explorer\Control Panel'.... control panel ko select karnay k baad right side wali value main say history name ki value ko talash karien agar yah value nah hay tu pareshan honay ki zarorat nah hay.ap right click kar k 'New say DWORD Value ko select karlien. aur so ko History ka name de dien.aur enter kardien.phir os par double click karien aur value 1 dien aur enter kardien.aur agar pahlay hi say history ki value hay tu simple double click karien aur value 1dien aur enter kardien.
yah tu ho gaya hide aur agar ab ap is ko show karna chahtay hain tu value 1 ki jaga 0 kardien.