salamz.. @ all..
kia hall hai sub ka...
kia koi muje ya bata sakta hai... tv cable walay kon sa software use kartay hain.. jiss per woh video ya song chalatay hain aur saath main add be chalatay hain.. koi bata sakta hai. k kahan see download hoo sakta hai.. ya koi bahi k pass hai to muje day sakta hai.. main uss ko dekhna chata hoon.. k woh kasa hota hai.. aur kiss taran chalta hai..