Assalam o Alaikum

frds agar main IT dunya main urdu main kuch post karna chahon tu uss ka kia tarika hain kiun k main jab b kuch post karti hon tu wo english ya phir roman urdu main aata hai....