Asslam-o-Alaikum
main te pochna chahta hon k maine kisi bandy k sath net share kia hoa hai (YENI MODAM US K PASS HAI) jo k PTCL 2 MB hai mairy sath aksar yehi problem rehti hai k main jab b downloading karta hon to speed hi nahi aati jab main (jis ny mairy sath net share kia hoa hai) us de pochta hon to wo kahta hai pichy se hi koi problem hai, magar mujhe ye lagta hai k wo khud downloading ka raha hota hai.

maira main sawal ye hai k kisi tarha mujhe ye pata chal sakta hai k wo downloading kar raha hai. wo aksar torrent se downloading karta hai.

PLEASE HELP ME
ALI NOOR