aslam-o-alikum dosto.......

Kese han sab log???

Maira ye thread bnane ka maqsad ye hai k ap sab log apne apne city ka name likhe aur phir us sher ki sab namaz ki timing likhe........

Main abi train main hn to kese b shar ki final timing nai bata sakta.....

Magar kal tak bata dn ga....


Ap log start kr dyain......

Allah hafiz

.