salaam to all. plz koi bhai mujhay guide kar sakta hae kia? main ye jan na chahta hon k hum koi image ya screen shot kis tarah add kar saktay hain apni post main. plz complete bata dain. thanx in advance