MARY PASS PTCL ka 1mb ka connection hay aur hum do partners hain aur wo downloading bht zayada karta bar bar mana kar chuka hun laikin koe hal nahi mila ab mujy koi aisa software chaiye jis say mujy pata chalay k wo downloading karr raha hay ya nahin ya phir main uski speed limited karsakun please help me