ASlaam-o-alaikum

jee 1 masla hai agar koi hal kar day
i have 128 ram or mayray net walay yaani jo ISP hai unka apna MODEM hai us ki requirment 256 ram ki hai
usay main kaisay install kar sakta hun
kahin daykha tha net pay k USB drive ko as a RAM use kiyaa jaa sakta hai
kaya aisa kuch ho skata hai kayaa
so plzzzzzzzzz

shukriyaa