Dear Niqash

Mera naam faheem shahzad hai Multan mein rehta hoon. B.com kiya huwa hai aur minimum typing speed 60 word per minute hai.
Kuch month pehle mera accident ho gaya thaa. mein ek private company mein typist ki job karta thaa leking ab nahi hai.
mein chal nahi sakta. Mujhe koi aisi website bata do k mein ghar bathe koi typing ka kaam kar sakoon.
Agar kisi ko koi data type karwana ho english ya urdu mein to zaroor batai ga mein data type karne ke baad aap ko bata diya karon ga. Aap ka ehsaan ho ga.

Faheem Shahzad
923006356994