Assalam o alaikum
shuru allah ke babarkat naam se jo bara mehrban nahaet rehm wala
mere pas wingle he me ik dost ko share karna chah raha hun lekin us ka ghar 100 se 150 meter ke faasle par he
koi aisa cable ke zarie koi tarika ho me us ko cable ke zarie share kar sakun kharcha bhi km aae