salam frnds kya hall ha mera ik msla ha main wateen wimax +wifi use kr raha hun msla ye ha is k signal barhi dour tk jaay hain main ye chahta hun k mjy koe aisa softwere mil jaye jis se m dkh skon k kn mera wifi use kr raha aur usay block kr skon ya phr m apny wifi ke signal ke range km kr skon